SEARCH RESULTS
Showing search results for "naalish"
Ghazal MATCHES FOR "naalish"
Ghazal
haq par mire hone me.n ko.ii shak to nahii.n thaa
is martaba kyaa jaan ke naalish hii nahii.n kii
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
tum to vaaqif ho mirii naalish se
Gam me.n taKHfiif bajaa hai bhaa.ii
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
diivaaro.n par kyaa likkhaa hai pa.Dh ke batlaa.o
kyaa aisii baato.n par yaaro naalish hotii hai
Khalid Ebadi
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
zaKHma-e-mauj-e-sabaa taa.uus ko aahang de
hujjat-e-KHud-nutq se be-haalii-e-naalish ke baa'd
Badr Meem Zharf
Ghazal
tasviir ke do ruKH hai.n jaa.n aur Gam-e-jaanaa.n
ik naqsh chhupaanaa hai ik naqsh dikhaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
is KHaana-e-hastii se guzar jaa.uu.ngaa be-laus
saaya huu.n faqat naqsh-ba-diivaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
maanind-e-KHaama terii zabaa.n par hai harf-e-Gair
begaana shai pe naazish-e-bejaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
shaayad vo mil hii jaa.e magar justujuu hai shart
vo apne naqsh-e-paa to miTaa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
ab ishq us maqaam pe hai justujuu-navard
saaya nahii.n jahaa.n ko.ii naqsh-e-qadam nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
naqsh fariyaadii hai kis kii shoKHi-e-tahriir kaa
kaaGzii hai pairahan har paikar-e-tasviir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kholii hai.n zauq-e-diid ne aa.nkhe.n tirii agar
har rahguzar me.n naqsh-e-kaf-e-paa-e-yaar dekh
Allama Iqbal
Ghazal
naqsh-e-paa dekh to luu.n laakh karuu.ngaa sajde
sar miraa arsh nahii.n hai jo jhukaa bhii na sakuu.n