SEARCH RESULTS
Showing search results for "naapaa"
Ghazal MATCHES FOR "naapaa"
Ghazal
da.avo.n kii taraazuu me.n to azmat nahii.n tultii
fiite se to kirdaar ko naapaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
ha.nste ha.nste dil-lagii ke vaaste naapaa jo aaj
sarv kaa qad us sahii-qaamat ke taa-shaana hu.aa
Rind Lakhnavi
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
tiirgii kaa dasht naapaa raushnii ke vaaste
raushnii phailii to mujh ko raushnii chubhne lagii
Saurabh Shekhar
Ghazal
farzii qisso.n jhuuTii baato.n se aksar
sachchaa.ii ke qad ko naapaa kartaa huu.n
Tanveer Samani
Ghazal
KHud tahii-daaman sahii lekin unhe.n ai yaar-e-man
qiimtii afkaar me.n taulaa kare.n naapaa kare.n
Ghulam Yahya Anjum
Ghazal
bataa.uu.n kyaa hai kitnii duur manzil
ki mai.n ne raasta naapaa nahii.n hai
Saifurrahman Abbad Ghazipuri
Ghazal
Asim Qamar
Ghazal
qad-aavar logo.n kaa qad hii naapaa jaataa hai
is duniyaa me.n sone ko hii parkhaa jaataa hai
Irshad Anjum
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
miinaa-ba-miinaa mai-ba-mai jaam-ba-jaam jam-ba-jam
naaf-piyaale kii tire yaad ajab sahii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
dil naa-umiid to nahii.n naakaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam magar shaam hii to hai