SEARCH RESULTS
Showing search results for "naashaad"
Ghazal MATCHES FOR "naashaad"
Ghazal
kuchh nahii.n is ke sivaa 'josh' hariifo.n kaa kalaam
vasl ne shaad kiyaa hijr ne naashaad kiyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
ta.ng aaGosh me.n aabaad karuu.ngaa tujh ko
huu.n bahut shaad ki naashaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Ghazal
nau-giraftaar-e-balaa tarz-e-vafaa kyaa jaane.n
ko.ii naa-shaad sikhaa de unhe.n naalaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
har shai ko merii KHaatir-e-naashaad ke liye
aa.iina-e-jamaal banaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
mere qaabuu me.n na pahro.n dil-e-naashaad aayaa
vo miraa bhuulne vaalaa jo mujhe yaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ba.Dhaa loge agar tum faasle mujh se kabhii 'aazim'
to ruudaad-e-dil-e-naashaad phir kis ko sunaa.oge
Aazim Kohli
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
ye saKHt-jaa.n to qatl se naashaad rah gayaa
KHanjar chalaa to baazuu-e-jallaad rah gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
yaas-o-ummiid ke maabain hu.ii KHatm hayaat
ek ne shaad kiyaa ek ne naashaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
noch kar phe.nk diye aap hii KHvaab aa.nkho.n se
is dabii shaad ko naashaad bhii KHud mai.n ne kiyaa
Zafar Iqbal
Ghazal
aap hii apnii jafaa.o.n pe pashemaan hai.n vo
un ko mahjuub ziyaada dil-e-naashaad na kar
Bedam Shah Warsi
Ghazal
pahro.n se dha.Dakne kii bhii aatii nahii.n aavaaz
kyaa jaaniye kyaa hai dil-e-naashaad kaa aalam