SEARCH RESULTS
Showing search results for "naghma e"
Ghazal MATCHES FOR "naghma e"
Ghazal
Naghma Khairabadi
Ghazal
jinhe.n saakin-e-qabr kahte ho 'naGma'
vo sab kar rahe hai.n safar andar andar
Naghma Khairabadi
Ghazal
siine se dabaa.e hu.e ik dard kaa 'naGma'
ham shahr-e-nigaaraa.n se bahut duur chale hai.n
Roopa Mehta Naghma
Ghazal
Roopa Mehta Naghma
Ghazal
shaam-e-tanhaa.ii ko.ii KHvaab sajaa le 'naGma'
dil kii viiraanii kaa maahaul badal jaa.egaa
Roopa Mehta Naghma
Ghazal
zindagii naGma-e-be-saaz-o-navaa thii pahle
aaj tak KHair se ai dard-e-nihaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
naGma-e-ishq-e-butaa.n aur zaraa aahista
zikr-e-naazuk-badanaa.n aur zaraa aahista
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
maanaa ki mai.n ik naGma-e-be-saut-o-sadaa huu.n
bhaTke hu.e logo.n ke liye baa.ng-e-daraa huu.n
Kaleem Saronji
Ghazal
fazaa me.n naGma-e-aavaaz-e-paa hai mere liye
karaa.n se taa-ba-karaa.n ik nidaa hai mere liye
Mughni Tabassum
Ghazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
har naGma-e-pur-dard har ik saaz se pahle
ha.ngaama bapaa hotaa hai aaGaaz se pahle
Afzal Allahabadi
Ghazal
chashm-o-abruu ke liye ashk hai.n saaz-o-naGma
meraa girya mirii aa.nkho.n kaa Gazal-KHvaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
anaadil naGma-zan ho.n to chaman bedaar ho jaa.e
pareshaa.n buu-e-gul ho to fazaa sarshaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
mizaaj-e-naGma-o-sher-o-sharaab paidaa kar
hayaat-e-ishq me.n kuchh aab-o-taab paidaa kar
Raees Niyazi
Ghazal
ma.aal-e-naGma-o-maatam faroKHt hotaa hai
KHushii ke saath yahaa.n Gam faroKHt hotaa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
be-niyaaz naGma-e-duniyaa huu.n mai.n
apne dil kii dha.Dkane.n suntaa huu.n mai.n