SEARCH RESULTS
Showing search results for "naira.ngii-e-rudaad-e-mohabbat"
Ghazal MATCHES FOR "naira.ngii-e-rudaad-e-mohabbat"
Ghazal
ik chiiz hai naira.ngii-e-rudaad-e-mohabbat
lekin ba-hadiis-e-digaraa.n aur hii kuchh hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ham se ruudaad-e-mohabbat me.n KHayaanat na hu.ii
us se bichh.De to kisii aur se ulfat na hu.ii
Kash Kannauji
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
zamaana-saaz nikle faKHr-e-ruudaad-e-jahaa.n nikle
nazar jis varq par Daalo hamaarii daastaa.n nikle
Abrar Naghmi
Ghazal
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
sharh-e-ruudaad-e-mohabbat lab-e-KHaamosh na ho.n
be-zabaanii Gam-e-dil kii kahii.n tafsiir na ho
Mehdi Machli Shahri
Ghazal
ruudaad-e-shab-e-hijr use keh bhii sakuu.ngaa
maa'luum nahii.n ab ki ye Gam sah bhii sakuu.ngaa
Shohrat Bukhari
Ghazal
Nazim Barelvi
Ghazal
umr-e-KHizar kii us ko tamannaa kabhii na ho
insaan jii sake jo mohabbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
ham yuu.n hii kisii se KHalish-e-jaa.n nahii.n kahte
ruudaad-e-alam taa-had-e-imkaa.n nahii.n kahte
M. A. Qadeer
Ghazal
yaa-rab hayaat-e-ishq mirii be-mazaa na ho
jiite jii dil se dard-e-mohabbat judaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
aap ke shikva-e-bejaa kaa gila kyaa karnaa
aap ne apnii mohabbat to kabhii dii hotii
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
aagaah-e-rah-o-rasm-e-mohabbat hai.n jo aashiq
vo KHud ko fuGaa.n se kabhii rusvaa nahii.n karte
Naresh M. A
Ghazal
kyaa marhale hai.n raah-e-mohabbat ke marhale
dil par kahii.n banii hai mirii jaan par kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
ban kar armaan-e-mohabbat jo dilo.n par chhaa sake
kahne vaale bhii kahe.n to aisaa afsaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
ahl-e-jahaa.n ko mujh se adaavat hai kyaa karuu.n
ye tarz-e-intiqaam-e-mohabbat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
dekhiye ahd-e-guzashta ke mohabbat vaale
sochiye azmat-e-kirdaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ko.ii suurat ko.ii tadbiir nikaalii jaa.e
aabruu ishq-o-mohabbat kii bachaa lii jaa.e