SEARCH RESULTS
Showing search results for "narGe"
Ghazal MATCHES FOR "narGe"
Ghazal
zamii.n pe la.Dte hu.e aasmaa.n ke narGe me.n
kabhii kabhii ko.ii dushman kabhuu kabhuu ham the
Rahat Indori
Ghazal
ghar to hamaaraa sho.alo.n ke narGe me.n aa gayaa
lekin tamaam shahr ujaale me.n aa gayaa
Azhar Inayati
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
mutma.in ham the bahut jiit hamaarii hogii
kaise phir aa gayaa narGe me.n ye lashkar saaraa
Kausar Mazhari
Ghazal
haalaat ke narGe me.n kuchh is tarah ghiraa huu.n
mahsuus ye hotaa hai tujhe bhuul chukaa huu.n
Muzaffar Hanfi
Ghazal
jis tarah narGe me.n chalte hai.n Gazaal-e-sahraa
yuu.n tirii chashm ke biimaar chale aate hai.n
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
Shehpar Rasool
Ghazal
narGe me.n ghaTaa.o.n ke rahaa hai na rahegaa
KHurshed mohabbat kaa chhupaa hai na chhupegaa
Ayaz Ahmad Talib
Ghazal
jab se mujh ko haasil hai tere qurb kii daulat
naqsh-e-sa.ng-e-paa.inda mujh pe aa.ina saa hai
Zafar Ansari Zafar
Ghazal
phir ahl-e-hosh ke narGe me.n aa gayaa huu.n mai.n
KHudaa ke vaaste ik baar phir pukaar mujhe
Yazdani Jalandhari
Ghazal
dil hai ki abhii dard ke narGe me.n ghiraa hai
chehra hai ki aalam me.n hai aKHbaar mirii jaa.n
Khursheed Akbar
Ghazal
jahaa.n bisaat pe ghir jaa.e shaah narGe me.n
vahaa.n kabhii bhii piyaada KHataa nahii.n hotaa
Ashhar Hashmi
Ghazal
sailaab ke narGe me.n ghirii jab se tamannaa
ik sapnaa dikhaatii hai suhaanaa ko.ii aahaT