SEARCH RESULTS
Showing search results for "narGe"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "narGe"
Ghazal
zamii.n pe la.Dte hu.e aasmaa.n ke narGe me.n
kabhii kabhii ko.ii dushman kabhuu kabhuu ham the
Rahat Indori
Ghazal
ghar to hamaaraa sho.alo.n ke narGe me.n aa gayaa
lekin tamaam shahr ujaale me.n aa gayaa
Azhar Inayati
Ghazal
Qateel Shifai
PAGE MATCHES FOR "narGe"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "narGe"
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
mutma.in ham the bahut jiit hamaarii hogii
kaise phir aa gayaa narGe me.n ye lashkar saaraa
Kausar Mazhari
Ghazal
haalaat ke narGe me.n kuchh is tarah ghiraa huu.n
mahsuus ye hotaa hai tujhe bhuul chukaa huu.n
Muzaffar Hanfi
Nazm
musalman aur hindostan
aalaam kii had apne shikanje me.n liye hai
ik daur-e-masaa.ib hai ki narGe me.n liye hai
Hindi gorakhpurii
Ghazal
jis tarah narGe me.n chalte hai.n Gazaal-e-sahraa
yuu.n tirii chashm ke biimaar chale aate hai.n
Taashshuq Lakhnavi
Nazm
teri aawaz
terii aavaaz jo aa.ii to kahaa.n se aa.ii
phir kisii vahm ke narGe me.n to mai.n aa na gayaa
Rashid Anwar Rashid
Nazm
wo arsa jo duri mein guzra
mujhe apne narGe me.n rakhtii
mazaa letii mere namak kaa
Rafiq Sandelvi
Nazm
ye KHalaf ka wada hai
roz-o-shab ke narGe se bhaagnaa bhii mushkil hai
aur aise aalam me.n
Javed Nasir
Mazahiya
Rauf Raheem
Ghazal
Shehpar Rasool
Nazm
mulaqaten nahin phir bhi mulaqaten
kabhii mausam-e-faraamoshii ke narGe me.n
udaasii kii fasiilo.n par
Ain Tabish
Ghazal
narGe me.n ghaTaa.o.n ke rahaa hai na rahegaa
KHurshiid mohabbat kaa chhupaa hai na chhupegaa
Ayaz Ahmad Talib
Ghazal
jab se mujh ko haasil hai tere qurb kii daulat
naqsh-e-sa.ng-e-paa.inda mujh pe aa.ina saa hai




