SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazar-e-bad"
Ghazal MATCHES FOR "nazar-e-bad"
Ghazal
sehn-e-chaman me.n apne 'nazar' thii ajab bahaar
thaa daur-e-abr-o-baad abhii kal kii baat hai
Nazar Barni
Ghazal
hamaare paas na aate to ko.ii baat na thii
jo aa ga.e the to le kar KHabar ga.e hote
Nazar Dwivedi
Ghazal
ai Gam zamaane baad KHushii milne aa.ii hai
kyo.n darmiyaa.n ho apne haTo baat karte hai.n
Saeed Nazar
Ghazal
kuchh is tarah se sar kiyaa hai merii zaat ko
merii kitaab-e-ziist kaa unvaan ban gayaa
Saeed Nazar
Ghazal
lagtaa hai is zamii.n ke din aa ga.e hai.n nazdiik
baaliG-nazar mirii ye mahsuus kar rahii hai
Saeed Nazar
Ghazal
baiThe ho vahii baat liye aaj 'nazar' tum
maazii ke shab-o-roz bhulaa kyo.n nahii.n dete
Saeed Nazar
Ghazal
nagar nagar se hu.aa tang jab to aaKHir-kaar
usii fazaa me.n gayaa lauT kar vo ban vaalaa
Saeed Nazar
Ghazal
Saeed Nazar
Ghazal
Saeed Nazar
Ghazal
Saeed Nazar
Ghazal
ban ke ik misra-e-namnaak nazar tak pahu.nchaa
maujzan ishq miraa arsh-o-qamar tak pahu.nchaa
Nazeer Nazar
Ghazal
diidaar ke taalib the 'nazar' ho ga.e mahruum
diivaar thii ashko.n kii dar-o-baam se pahle
Nazar Barni
Ghazal
kitne hii jalve numaayaa.n the fazaa me.n ai dost
aur nazar thii ki dar-o-baam se aage na ba.Dhii
Nazar Aitawi
Ghazal
le gayaa hamraah apne vo makaa.n aur baam-o-dar
hai nazar sab kuchh magar ik be-makaanii de gayaa
Nazar Kanpuri
Ghazal
baaG-e-dil me.n ko.ii Guncha na khilaa tere baa'd
bhuul kar aa.ii na is samt sabaa tere baa'd
Badnam Nazar
Ghazal
'nazar' aa.ndhiyo.n me.n jo raushan hai ab tak
diyaa bhii mizaaj-e-havaa jaantaa hai