SEARCH RESULTS
Showing search results for "niil"
Ghazal MATCHES FOR "niil"
Ghazal
rahegaa raavii o niil o furaat me.n kab tak
tiraa safiina ki hai bahr-e-be-karaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
kisii ko raasta de de.n kisii ko paanii na de.n
kahii.n pe niil kahii.n par furaat hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
vaqt ke tiir to siine pe sambhaale ham ne
aur jo niil pa.De hai.n tirii guftaar se hai.n
Gulzar
Ghazal
vo ek jhiil thii shaffaaf niil paanii kii
aur us me.n Duub ko KHud ko nikhaar aa.e ham
Azhar Iqbal
Ghazal
be-hijaabii se tirii TuuTaa nigaaho.n kaa tilism
ik ridaa-e-niil-guu.n ko aasmaa.n samjhaa thaa mai.n
Allama Iqbal
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
sone kii gaa.e kii qasam aur ruud-e-niil kii
fir'aun kii qasam tujhe haamaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
uruuj-e-aadam-e-KHaakii ke muntazir hai.n tamaam
ye kahkashaa.n ye sitaare ye niil-guu.n aflaak
Allama Iqbal
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
merii rago.n ke niil se ma.aluum kiijiye
apnii tarah kaa ek hii zahr-aafrii.n huu.n mai.n
Rais Farogh
Ghazal
charKH-e-sau rang ko fursat ho to Dhuu.nDe us ko
niil-guu.n soch me.n jo mast qalandar gum hai