SEARCH RESULTS
Showing search results for "niil-ka.nth"
Ghazal MATCHES FOR "niil-ka.nth"
Ghazal
jo aaj dekho to baiThe hai.n niil-ka.nTh bane
ga.e the ham bhii samundar kabhii bilone ko
Mohammad Aazam
Ghazal
shiishe kii silaa.ii me.n kaale bhuut kaa cha.Dhnaa
baam kaaTh kaa gho.Daa niim kaa.nch kii golii
Bashir Badr
Ghazal
Arsalan Rathor
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
istiqbaal-e-nuur kiyaa rang-ba-rang saliiqo.n se
ham ne barkhaa devii ko dekhaa saat tariiqo.n se
Yasir Iqbal
Ghazal
ra.ng KHaake me.n nayaa bhar duu.ngaa mai.n
dushmano.n se dostii kar luu.ngaa mai.n
Farooq Nazki
Ghazal
aa.nkh bhar aa.ii hai merii siile siile lafz hai.n
ye mirii ruudaad mere giile giile lafz hai.n
Mahnaz Anjum
Ghazal
kahtii hu.ii ye mujh se havaa-e-sahar ga.ii
dasht-e-talab me.n shabnam-e-ehsaas mar ga.ii
Khalid Shirazi
Ghazal
jal bhii milan ke kashT kaa thal bhii amiin thaa
ye bhii kabhii tirii mirii chaahat kaa scene thaa
Nasir Shahzad
Ghazal
ham ko to intizaar-e-sahar bhii qubuul hai
lekin shab-e-firaaq tiraa kyaa usuul hai
Qateel Shifai
Ghazal
Ali Akbar Natiq
Ghazal
dard ke mausam kaa kyaa hogaa asar anjaan par
dosto paanii kabhii ruktaa nahii.n Dhalvaan par
Shakeb Jalali
Ghazal
diivaar-o-dar me.n simTaa ik lams kaa.nptaa hai
bhuule se ko.ii dastak de kar chalaa gayaa hai
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
ab ke barsaat kii rut aur bhii bha.Dkiilii hai
jism se aag nikaltii hai qabaa giilii hai