SEARCH RESULTS
Showing search results for "niish"
Ghazal MATCHES FOR "niish"
Ghazal
ik umr chaahiye ki gavaaraa ho niish-e-ishq
rakkhii hai aaj lazzat-e-zaKHm-e-jigar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
bataa.o us mizha ko dekh kar ki mujh ko qaraar
vo niish ho rag-e-jaa.n me.n faro to kyuu.nkar ho
Mirza Ghalib
Ghazal
dekhaa ye naav-nosh ki niish-e-firaaq se
siina tamaam KHaana-e-zambuur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai gudaaz-e-mom andaaz-e-chakiidan-haa-e-KHuu.n
niish-e-zambuur-e-asal hai nashtar-e-fassaad yaa.n
Mirza Ghalib
Ghazal
hijr kii shab ko agar kaaTe to phir hai roz-e-vasl
niish ke parde me.n dekhaa nosh bhii mastuur hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
pa.D chuke bahut paale Das chuke bahut kaale
muuziyo.n ke muuzii ko fikr-e-niish-e-aqrab kyaa
Yagana Changezi
Ghazal
ishq me.n gesuu o abruu ke agar denii hai jaan
niish-e-aqrab khaa ke pii le zahr tho.Daa saa.np kaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
ab dil me.n rahaa kyaa hai juz hasrat-o-naakaamii
vo niish kahaa.n baaqii KHud jis kii nishaanii thii
Behzad Lakhnavi
Ghazal
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
jo yuu.n Gam niish-zan har dam rahegaa
to phir dil KHaana-e-zambuur hogaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
ik thakaa KHvaab ki siine me.n sulagtaa hai abhii
ik dabii yaad ki hai niish-e-rag-e-jaa.n yaaro
Ahmad Riyaz
Ghazal
kuchh jis ke paas niish-o-namak ke sivaa na thaa
chaak-e-jigar kaa us ko rafuu-gar kahaa gayaa
Nau Bahar Sabir
Ghazal
saut jafaa-kesh hai aashiq jigar-resh hai
abruu hai yaa niish hai bichchhuu hai yaa KHaal hai
Imdad Ali Bahr
Ghazal
hai KHaar kii maanind mirii ruuh me.n paivast
ye niish-e-Gam-o-dard KHayaal apnii ye duniyaa
Farhan Salim
Ghazal
ai niish-e-ishq tere KHariidaar kyaa hu.e
thii jin ke dam se raunaq-e-baazaar kyaa hu.e
Ali Wijdan
Ghazal
hariim-e-dil me.n kahii.n rah ga.ii KHalish ban kar
kisii kii yaad jise niish-e-jaa.n kahaa jaa.e
Panna Lal Noor
Ghazal
kiina kuchh shart nahii.n un kii dil-aazaarii ko
niish-e-aqrab hai.n tirii shoKH sitam kar palke.n