SEARCH RESULTS
Showing search results for "nikle"
Ghazal MATCHES FOR "nikle"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tho.Dii sii ijaazat bhii ai bazm-gah-e-hastii
aa nikle hai.n dam-bhar ko ronaa hai rulaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
merii aaGosh se kyaa hii vo ta.Dap kar nikle
un kaa jaanaa thaa ilaahii ki ye jaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
suuraj se ja.ng jiitne nikle the bevaquuf
saare sipaahii mom ke the ghul ke aa ga.e
Rahat Indori
Ghazal
ghar se nikle chauk ga.e phir park me.n baiThe
tanhaa.ii ko jagah jagah bikhraayaa ham ne
Shariq Kaifi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Jameel Malik
Ghazal
yaar pahluu me.n hai tanhaa.ii hai kah do nikle
aaj kyuu.n dil me.n chhupii baiThii hai hasrat merii
Ameer Minai
Ghazal
vo mujh se apnaa pataa puuchhne ko aa nikle
ki jin se mai.n ne KHud apnaa suraaG paayaa thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ghar se nikle to ho sochaa bhii kidhar jaa.oge
har taraf tez havaa.e.n hai.n bikhar jaa.oge
Nida Fazli
Ghazal
chaa.nd nikle kisii jaanib tirii zebaa.ii kaa
ra.ng badle kisii suurat shab-e-tanhaa.ii kaa