SEARCH RESULTS
Showing search results for "nthunii"
Ghazal MATCHES FOR "nthunii"
Ghazal
vo merii dii hu.ii nthunii pahan ke ghuumtii hai
tabhii vo in dino.n kuchh aur nak-cha.Dhii hu.ii hai
Amir Ameer
Ghazal
Navin C. Chaturvedi
Ghazal
dar-parda unhe.n Gair se hai rabt-e-nihaanii
zaahir kaa ye parda hai ki parda nahii.n karte
Mirza Ghalib
Ghazal
ab vo ik soz-e-nihaanii bhii dilo.n me.n na rahaa
ab vo jalve bhii nahii.n ishq ke kaashaano.n me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ma.aal-e-soz-e-Gam-haa-e-nihaanii dekhte jaa.o
bha.Dak uTThii hai sham-e-zindagaanii dekhte jaa.o
Fani Badayuni
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
taa-kujaa ashk bujhaa.e.nge mire dil kii lagii
phuu.nke detaa hai mujhe soz-e-nihaanii sanamaa
Bedam Shah Warsi
Ghazal
kamaal-soz Gam-haa-e-nihaanii Dhuu.nDne vaalo
ma.aal-e-soz Gam-haa-e-nihaanii dekhte jaa.o
Hari Chand Akhtar
Ghazal
qalaq gar yahii hai to raaz-e-nihaanii
ko.ii din me.n rusvaa hu.aa chaahtaa hai
Altaf Hussain Hali
Ghazal
chal rahii hai ba.Dii shiddat se yahaa.n sard havaa
mujh ko bujhne se bachaa soz-e-nihaanii mujhe de
Ram Riyaz
Ghazal
Quli Qutub Shah
Ghazal
dahan-e-yaar ho aur maa.nge kisii se dil ko
vo jo maa.nge to ba-andaaz-e-nihaanii maa.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Jalal Lakhnavi
Ghazal
Kanupriya
Ghazal
Thahre hai.n sail-e-harf-o-ma.aanii me.n dam-ba-KHud
zaahir kabhii to dard-e-nihaanii kare.nge ham