SEARCH RESULTS
Showing search results for "nukiilii"
Ghazal MATCHES FOR "nukiilii"
Ghazal
aa.nkho.n me.n tirii yaad kahii.n zaKHm na kar de
nikle ye agar phaa.ns nukiilii to bataa.uu.n
Chand Akbarabadi
Ghazal
Ahsan Yusuf Zai
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
dhuup chamkii raat kii tasviir piilii ho ga.ii
din gayaa aur sard taariikii nukiilii ho ga.ii
Abrar Azmi
Ghazal
sukuu.n kii aur jhapaTtii hai.n buu.Dhii chiile.n phir
nukiilii kirchiyaa.n har raasta ugaataa hai
Aarij Meer
Ghazal
Gaazi Moin
Ghazal
Manzar Eijaz
Ghazal
sapne nukiilii raato.n me.n majruuh ho ga.e
zaKHmii hai.n saarii nuur kii aqdaar shahr me.n
Qutub Sarshar
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ham ne to ko.ii baat nikaalii nahii.n Gam kii
vo zuud-pashemaan pashemaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
zabaan-e-KHaar se niklii sadaa-e-bismillaah
junuu.n ko jab sar-e-shoriida par savaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
pyaas jis nahr se Takraa.ii vo banjar niklii
jis ko piichhe kahii.n chho.D aa.e vo dariyaa hogaa
Nida Fazli
Ghazal
luTaate daulat-e-duniyaa ko mai-kade me.n ham
tilaa.ii saaGar-e-mai nuqra.ii subuu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
surKH labo.n se sabz du.aa.e.n phuuTii hai.n
piile phuulo.n tum ko niilii aa.nkhe.n dekhe.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
mus.haf-e-ruKH hai kisii kaa ki bayaaz-e-haafiz
aise chehre se kabhii faal nikaalii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
ek duniyaa dard kii tasviir niklii ishq ko
koh-kan aur qais kaa qissa samajh baiThe the ham