SEARCH RESULTS
Showing search results for "ojhal"
Ghazal MATCHES FOR "ojhal"
Ghazal
tum chhupaa lo miraa dil oT me.n apne dil kii
aur mujhe merii nigaaho.n se bhii ojhal kar do
Wasi Shah
Ghazal
kaise hii talaatum ho.n magar qulzum-e-jaa.n me.n
kuchh yaad-jaziire hai.n ki ojhal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
saamne ik vahii suurat nahii.n rahtii aksar
jo kabhii aa.nkh se ojhal nahii.n dekhii jaatii
Jawad Sheikh
Ghazal
ko.ii tilismii sifat thii jo is hujuum me.n vo
hu.e jo aa.nkh se ojhal to baar baar dikhe
Gulzar
Ghazal
jauhar-shanaas nazro.n se ojhal nahii.n thaa mai.n
kyuu.n ko.ele kii kaan me.n rakkhaa gayaa mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
nahii.n rahaa kabhii mai.n is kii dastaras se duur
mirii nazar se vo ojhal nahii.n hu.aa ab tak
Jahangeer nayab
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
yaar ko diida-e-KHuu.n-baar se ojhal kar ke
mujh ko haalaat ne maaraa hai mukammal kar ke
Aslam Kolsarii
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
vo rang hai imsaal gulistaa.n kii fazaa kaa
ojhal hu.ii diivaar-e-qafas hadd-e-nazar se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Tahir Faraz
Ghazal
kisii pahaa.D kii choTii par cha.Dh kar dekho
aa.nkho.n se ojhal nazzaare kis ke hai.n
Jamal Ehsani
Ghazal
tuu KHudaa hone kii koshish to karegaa lekin
ham tujhe aa.nkh se ojhal nahii.n hone de.nge
Abbas Tabish
Ghazal
mire lahuu me.n hai barq-e-tapaa.n kaa jazb-o-gurez
tire subuu me.n mai-e-zindagii na zahr-e-ajal
Ahmad Faraz
Ghazal
ik gard-baad me.n tuu ojhal hu.aa nazar se
is dasht-e-be-samar se juz KHaak kuchh na paayaa
Fahmida Riaz
Ghazal
aks teraa kabhii ojhal ho agar manzar se
aa.iina Dhuu.nDhtaa rah jaa.e ujaalaa apnaa