SEARCH RESULTS
Showing search results for "pa.Diye"
Ghazal MATCHES FOR "pa.Diye"
Ghazal
pa.Diye gar biimaar to ko.ii na ho tiimaardaar
aur agar mar jaa.iye to nauha-KHvaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
ye to aisaa hai ki is raah me.n chal pa.Diye
ishq karnaa to baGair izn-o-ijaazat karnaa
Seema Naqvi
Ghazal
aire-Gaire log bhii pa.Dhne lage hai.n in dino.n
aap ko aurat nahii.n aKHbaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
falak se taur qayaamat ke ban na pa.Dte the
aKHiir ab tujhe aashob-e-rozgaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
kaaGaz me.n dab ke mar ga.e kii.De kitaab ke
diivaana be-pa.Dhe-likhe mash.huur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
pasiine baa.nTtaa phirtaa hai har taraf suuraj
kabhii jo haath lagaa to nicho.D duu.ngaa use
Rahat Indori
Ghazal
itnaa to zindagii me.n kisii ke KHalal pa.De
ha.nsne se ho sukuun na rone se kal pa.De
Kaifi Azmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kaun jaane ki na.e saal me.n tuu kis ko pa.Dhe
teraa me.aar badaltaa hai nisaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
KHat Gair kaa pa.Dhte the jo Tokaa to vo bole
aKHbaar kaa parcha hai KHabar dekh rahe hai.n