SEARCH RESULTS
Showing search results for "paa-e-daaG"
Ghazal MATCHES FOR "paa-e-daaG"
Ghazal
vo bhuul saktaa hai ai 'daaG' mujh ko jald magar
use bhulaane me.n shaayad mujhe zamaana lage
Dagh Niyazi
Ghazal
buniyaad tujh se zulm-o-sitam kii pa.Dii magar
mehr-o-vafaa se 'daaG' tuu anjaan hai abhii
Dagh Niyazi
Ghazal
azmat-e-KHaak-e-vatan par na kahii.n harf aa.e
hai vatan KHatre me.n ab hosh me.n aa.o yaaro
Dagh Niyazi
Ghazal
shaaKH-e-shajar pe hotii to kuchh aur baat thii
maujo.n pe aashiyaane kii ta.amiir kis liye
Dagh Niyazi
Ghazal
bazm-e-ahbaab me.n ai 'daaG' kabhii to ha.ns bol
dekhte hai.n tujhe har vaqt pareshaan bahut
Dagh Dehlvi
Ghazal
tuu bhuulne kii chiiz nahii.n KHuub yaad rakh
ai 'daaG' kis tarah tujhe dil se bhulaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
log kahte hai.n banaa dillii biga.D kar lakhna.uu
par kahaa.n ai 'daaG' is uj.De hu.e ghar kaa javaab
Dagh Dehlvi
Ghazal
Gurbat ke ranj faaqa-kashii ke malaal khii.nch
ai 'daaG' par zamaane se dast-e-savaal khii.nch
Dagh Dehlvi
Ghazal
ziist se ta.ng ho ai 'daaG' to jiite kyuu.n ho
jaan pyaarii bhii nahii.n jaan se jaate bhii nahii.n