SEARCH RESULTS
Showing search results for "page"
Ghazal MATCHES FOR "page"
Ghazal
kaaGaz me.n dab ke mar ga.e kii.De kitaab ke
diivaana be-pa.Dhe-likhe mash.huur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
hame.n charaaG samajh kar bujhaa na paa.oge
ham apne ghar me.n ka.ii aaftaab rakhte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
kaun jaane ki na.e saal me.n tuu kis ko pa.Dhe
teraa me.aar badaltaa hai nisaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
un se puuchho kabhii chehre bhii pa.Dhe hai.n tum ne
jo kitaabo.n kii kiyaa karte hai.n baate.n aksar
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
merii aa.nkh ke taare ab na dekh paa.oge
raat ke musaafir the kho ga.e ujaalo.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
do-chaar sher aage us ke pa.Dhe to bolaa
mazmuu.n ye tuu ne apne kyaa hasb-e-haal baa.ndhe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
tum na kar paa.oge andaaza tabaahii kaa mirii
tum ne dekhaa hii nahii.n ko.ii shajar shaam ke baad
Krishn Bihari Noor
Ghazal
bayaa.n jab 'kaliim' apnii haalat kare hai
Gazal kyaa pa.Dhe hai qayaamat kare hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
mujhe talaash karoge to phir na paa.oge
mai.n ik sadaa huu.n sadaa.o.n kaa ghar nahii.n hotaa
Waseem Barelvi
Ghazal
tum mirii aa.nkh ke tevar na bhulaa paa.oge
an-kahii baat ko samjhoge to yaad aa.uu.ngaa
Wasi Shah
Ghazal
dhoke se us hasii.n ko agar chuum bhii liyaa
paa.oge dil kaa zahr labo.n kii miThaas me.n