SEARCH RESULTS
Showing search results for "paglii"
Ghazal MATCHES FOR "paglii"
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
paglii sii ek la.Dkii se shahr ye KHafaa hai
vo chaahtii hai palko.n pe aasmaan rakhnaa
Kumar Vishwas
Ghazal
ghaas ke gharau.nde se zor-aazmaa.ii kyaa
aa.ndhiyaa.n bhii paglii hai.n barq bhii divaanii hai
Kaif Bhopali
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
is qadar mujh pe martii hai paglii ko.ii
rone lagtii hai d p haTaane ke baad
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mai.n phir train ke aage jaa kar leT gayaa
jab vo paglii train me.n jaa kar baiTh ga.ii
Ahmad Azeem
Ghazal
terii zulfo.n kii mahak tere badan kii KHushbuu
Dhuu.nDhtii phirtii hai ik paglii havaa tere baa'd
Badnam Nazar
Ghazal
Madhurima Singh
Ghazal
nahii.n kuchh yaad rahtaa hai.n mujhe ab
bichha.D kar tum se paglii ho ga.ii huu.n