SEARCH RESULTS
Showing search results for "panje"
Ghazal MATCHES FOR "panje"
Ghazal
ab ke mirii shikast me.n un kaa bhii haath hai
vo tiir jo kamaan ke panje me.n ga.D ga.e
Aanis Moin
Ghazal
zulf-o-ruu-e-yaar se naira.ng-e-qudrat hai ayaa.n
mahr ke panje me.n hai daaman shab-e-diijuur kaa
Ameer Minai
Ghazal
evaz apne garebaa.n ke kisii kii zulf haat aatii
hamaare haat ke panje magar shaane hu.e hote
Siraj Aurangabadi
Ghazal
avaamunnaas ko aise dabochaa hai giraanii ne
ki jaise cat ke panje me.n ko.ii rat hotaa hai
Sarfaraz Shahid
Ghazal
Qamar Anjum
Ghazal
dil me.n hai.n kis umiid ke panje ga.De hu.e
ye maas naaKHuno.n se judaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
uqaab-e-zulm ke panje abhii kahaa.n TuuTe
abhii to faaKHta-e-aman KHuun me.n tar hai
Hafeez Banarasi
Ghazal
adl hai maslahat-e-vaqt ke panje se asiir
saKHt mushkil hai yahaa.n saahab-e-iimaa.n honaa
Ishrat Kiratpuri
Ghazal
jahaa.n ke zulm sahte sahte faaKHta bhii baarhaa
aqab se panje maartii hai phir uqaab kii tarah
Vandana Bhardwaj Tiwary Vani
Ghazal
us ne ham ko jhiil taraa.ii aur pahaa.D diye
ham ne in sab kii gardan me.n panje gaa.D diye
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
kyaa baat bosa-e-lab-e-jaa.n-baKHsh yaar ke
panje se maut ke mujhe us ne bachaa liyaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
rahtaa yahii hai dil me.n shash-o-panj-e-yaar se
aa.iina kyuu.n do-chaar kiyaa ham ne kyaa kiyaa