SEARCH RESULTS
Showing search results for "phatne"
Ghazal MATCHES FOR "phatne"
Ghazal
jo yaad aa.e.n to dil Gam se phaTne lagtaa hai
kisii aziiz kii palko.n me.n vo ja.De aa.nsuu
Jawad Sheikh
Ghazal
havaa ke zor se jab baadbaan phaTne lage
musaafir apne KHudaa.o.n ke naam raTne lage
Nawaz Asimi
Ghazal
naazuk dilo.n kaa husn hai ra.ng-e-shikastagii
phaTne se kab gulo.n kaa hu.aa pairahan KHaraab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
uThte hu.e qadmo.n kii dhamak aane lagii hai
pau phaTne se pahle hii galii jaag uThii hai
Mohammad Alvi
Ghazal
KHutuut phaTne lage miT ga.ii hai.n tahriire.n
sunaa.ii dete hai.n afkaar saa.ns lete hai.n
Zubair Qaisar
Ghazal
zamiin phaTne kaa kartii huu.n intizaar 'siyaa'
miraa junuun mire imtihaan dekh zaraa
Siya sachdev
Ghazal
dekhtaa huu.n to jigar phaTne ko aa jaataa hai
mere maulaa ko.ii ma.azuur javaa.n-mard na ho
Ali Shiran
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
kab tak tuu us kii yaad ko rakhegaa o.Dh kar
phaTne lagii hai ab to qabaa ye utaar dil
Anas Nabeel
Ghazal
badan pe KHarqa-e-tahziib phaTne vaalaa hai
jise bachaa ke rakhaa hai bahut sambhaalaa hai
Jamal Owaisi
Ghazal
aisii sa.ngii.n chup ki dil phaTne lagaa hai
kuchh to ai sho.ala-navaa irshaad taaza
Zafar Ghauri
Ghazal
Azraq Adeem
Ghazal
jise biga.Dnaa na thaa vo bhii yuu.n biga.Dne lagaa
zamiin phaTne lagii aur daraKHt ukha.Dne lagaa
Iqbal Umar
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
faasle aise bhii ho.nge ye kabhii sochaa na thaa
saamne baiThaa thaa mere aur vo meraa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa hai
simTe to dil-e-aashiq phaile to zamaanaa hai