SEARCH RESULTS
Showing search results for "phiraataa"
Ghazal MATCHES FOR "phiraataa"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vo mere baalo.n me.n yuu.n u.ngliyaa.n phiraataa thaa
ki aasmaa.n ke farishto.n ko pyaar aataa thaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
insaa.n ko saarii umr phiraataa hai dar-ba-dar
do roTiyo.n kaa chaar nivaalo.n kaa silsila
Ravendr Jain
Ghazal
Safi Aurangabadi
Ghazal
vaqt duniyaa me.n phiraataa hai dino.n ko kyaa kyaa
dekh jo koh the vo ruu.ii ke gaale hu.e hai.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
tirii talab me.n phiraataa hai mujh ko dasht-ba-dasht
vo zauq-o-shauq jo rahbar hai kaarvaa.n ke liye
Shams Itawi
Ghazal
nazar phiraataa hai shoriida-sar bahut 'shabbiir'
uThaa na bazm se ai but ise KHudaa ke liye
Syed Shabbir Hassan Rizvi
Ghazal
aadmii KHaak hu.aa jaataa hai dil ke haatho.n
us kii galiyo.n me.n phiraataa hai ye baalak mujh ko
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n shaiKH-o-barahman kii dau.D-dhuup
rasta bataa ke un ko phiraataa hai ko.ii aur
Muneer Ahmad Jami
Ghazal
va.az me.n jab nahii.n asar vaa.iz
kyo.n phiraataa hai apnaa sar vaa.iz
Waheeduddin Ahmad Waheed
Ghazal
dasht-dar-dasht phiraataa rahaa mujh ko barso.n
dil-e-aavaara jo barbaad-e-nazar lagtaa hai
Mushtaq Darbhangwi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
vo havaa.o.n kii tarah KHaana-ba-jaa.n phirtaa hai
ek jho.nkaa hai jo aa.egaa guzar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
mai.n tirii suurat liye saare zamaane me.n phiraa
saarii duniyaa me.n magar ko.ii tire jaisaa na thaa