SEARCH RESULTS
Showing search results for "piinaa"
Ghazal MATCHES FOR "piinaa"
Ghazal
vaa.iz subuut laa.e jo mai ke javaaz me.n
'iqbaal' ko ye zid hai ki piinaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
biimaar ko maraz kii davaa denii chaahiye
mai.n piinaa chaahtaa huu.n pilaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
mai me.n ko.ii KHaamii hai na saaGar me.n ko.ii khoT
piinaa nahii.n aa.e hai to chhalkaa.e chalo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
Unknown
Ghazal
mai me.n ko.ii KHaamii hai na saaGar me.n ko.ii khoT
piinaa nahii.n aa.e hai to chhalkaa.e chalo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
achchhaa nahii.n piye.nge jo piinaa haraam hai
jiinaa na ho haraam chalo mai-kade chale.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
milne lagii hai aam to piinaa bhii kam hu.aa
qillat ke KHatm hote hii buhtaat bhii ga.ii
Shuja Khaavar
Ghazal
mai piinaa 'adam' aur qadam chuumnaa un ke
hai shaGl yahii ab sahar-o-shaam hamaaraa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
tujh ko kho kar khaanaa piinaa chho.D diyaa
hijr ne merii bhuuk miTaa dii shahzaadii
Ali Qaisar
Ghazal
ye dil-jam.ii jiye jab tak jiye jiinaa usii kaa hai
piye jo sair ho ke raat din piinaa usii kaa hai
Shad Azimabadi
Ghazal
piinaa pa.De kahii.n na tumhe.n bhii mirii tarah
talKHaaba-e-hayaat mirii baat maan lo
Jameel Usman
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
laal-e-lab kaa tire bosa to mai.n letaa huu.n magar
Dar ye hai KHuun-e-jigar baad me.n piinaa hogaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
piinaa karo na band mulaaqaat kii sharaab
muddat ke baa'd tum pe asar kar rahe hai.n ham