SEARCH RESULTS
Showing search results for "piro"
Ghazal MATCHES FOR "piro"
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
motii huu.n to phir sozan-e-mizhgaa.n se piro lo
aa.nsuu ho to daaman pe giraa kyuu.n nahii.n dete
Murtaza Barlas
Ghazal
mere KHvaabo.n ko hai mausam pe bharosa kitnaa
ba.ad me.n phuul khile.n haar piro luu.n pahle
Qaisarul Jafri
Ghazal
ab izn ho to tirii zulf me.n piro de.n phuul
ki aasmaa.n ke sitaare to isti.aare the
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Sameena Syed
Ghazal
zikr karte hai.n tiraa mujh se ba-unvaan-e-jafaa
chaara-gar phuul piro laa.e hai.n talvaaro.n me.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
rishta-e-jaa.n ko sambhaale huu.n ki aksar tirii yaad
is me.n do-chaar guhar aa ke piro jaatii hai
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
halkii sii raushnii ke farishte hai.n aas-paas
palko.n me.n buu.nd buu.nd jahaa.n tak piro sake
Ahsan Yusuf Zai
Ghazal
ai 'hasan' aap kahaa.n aur kahaa.n bazm-e-sharaab
piir-o-murshid burii sohbat bhii burii hotii hai
Hasan Barelvi
Ghazal
mai.n ne KHaas ashko.n ko motii kii tarah rakkhaa hai
un ko ehsaas ke dhaage me.n piro le ko.ii
Kunwar Bechain
Ghazal
apnii sa.ngiino.n me.n is raat kii saffaak sipah
duudh piite hu.e bachcho.n ko piro laa.ii thii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
thii naagavaar-e-tab.a tujhe saadgi-e-ishq
le aaj ham ne palko.n me.n motii piro liye
Saba Akbarabadi
Ghazal
sar-ba-kaf ho jaa.e.nge piir-o-javaa.n sab dekhnaa
desh kii KHaatir mataa-e-jaa.n luTaa dii jaa.egii
Ehteram Islam
Ghazal
bas ek mauja-e-baad-e-bahaar guzrii thii
piro ga.ii hai miraa jism Daalii Daalii me.n
Nazeer Qaisar
Ghazal
sab ek rang me.n hai.n mai-kade ke KHurd o kalaa.n
yahaa.n tafaavut-e-piir-o-javaa.n nahii.n hotaa
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
juz mire rishta-e-anfaas-e-girah-giir me.n kaun
guhar-e-ashk-e-sharar-baar piro saktaa hai
Tahseen Firaqi
Ghazal
uTh kar sahar ko sajda-e-mastaana ke sivaa
taa.at qubuul KHaatir-e-piir-e-muGaa.n nahii.n