SEARCH RESULTS
Showing search results for "pironaa"
Ghazal MATCHES FOR "pironaa"
Ghazal
Meeraji
Ghazal
apne liye in chaa.nd sitaaro.n ko sar-e-shaam
is shaaKH-e-tamaashaa me.n pironaa hii bahut hai
Zafar Iqbal
Ghazal
aisii shikast thii ki kaTii u.ngliyo.n ke saath
kaa.nTo.n kaa ek haar pironaa pa.Daa mujhe
Iftikhar Naseem
Ghazal
phir ta'alluq ke bikharne kii shikaayat kaisii
jab use kaa.nch ke dhaago.n me.n pironaa hai hame.n
Ahmad Khayal
Ghazal
hazrat-e-shaiKH na samjhe mire dil kii qiimat
le ke tasbiih ke rishte me.n pironaa chaahaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Gazal ke sher hai.n mufrad magar vo shaa.ir hai
jise sab ek la.Dii me.n pironaa aataa hai
Asad Badayuni
Ghazal
zikr-e-vahshat me.n agar TuuT girii hai 'faa.ez'
chho.D tasbiih ke daano.n ko pironaa kyaa hai
Mansoor Faaiz
Ghazal
zulf me.n motii pironaa mere haq me.n zahr hai
aaj ai mashshaata-e-dandaa.n dahaan-e-yaar to.D
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Sajid Raheem
Ghazal
pahle bhii bahut ashk sambhaale the magar aaj
motii vo mile hai.n ki pironaa nahii.n achchhaa
Jawed Manzar
Ghazal
us ne bhii uThaanaa thaa alam zulm-o-sitam kaa
neze me.n jigar us ne pironaa thaa hamaaraa
Ayaz Mahmood Ayaz
Ghazal
Professor Mahmood Alam
Ghazal
Lubna Safdar
Ghazal
hamaarii nabz me.n jumbish hai paa.nch hijr ke ba.ad
hamaaraa ishq puraanaa hai raa.egaanii se