SEARCH RESULTS
Showing search results for "pisliyo.n"
Ghazal MATCHES FOR "pisliyo.n"
Ghazal
dozaKH ke gird guu.nge farishte the mahv-e-raqs
aur pisliyo.n kii Tiis pe mailaa Gilaaf thaa
Ashar Najmi
Ghazal
un kii appeal hai ki unhe.n ham madad kare.n
chaaquu kii pasliyo.n se guzaarish to dekhiye
Dushyant Kumar
Ghazal
ek gu.Diyaa kii ka.ii kaTh-putliyo.n me.n jaan hai
aaj shaa.ir ye tamaasha dekh kar hairaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
mai.n us ke haath na aa.uu.n vo meraa ho ke rahe
mai.n gir pa.Duu.n to mirii pastiyo.n kaa saathii ho
Iftikhar Arif
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
aa.nkho.n kii putliyo.n me.n Thahraa vahii hai manzar
jis se ki dil hamaaraa sad-chaak ho gayaa hai
Fauzia Mughal
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
jahaan bhar se jahaa.n-gard dekhne aa.e.n
ki putliyo.n kaa mire mulk me.n tamaashaa hai
Aamir Suhail
Ghazal
ai sanam bahr-e-KHudaa aap hii laa.e.n tashriif
putliyo.n kaa hai tamaashaa mire ghar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
kyaa pastiyo.n kii zillate.n kyaa azmato.n ke fauz
apne liye azaab judaagaana chaahiye
Majeed Amjad
Ghazal
sub.h do KHaamoshiyo.n ko chaa.e piite dekh kar
gungunii sii dhuup utrii pyaaliyo.n me.n aa ga.ii
Gautam Rajrishi
Ghazal
haa.e Tapkaa hai lahuu phir aaj ke aKHbaar se
chaaquo.n kii apnii zid hai pasliyo.n kii apnii zid
Prabudha Saurabh
Ghazal
aa.nkho.n kii putliyo.n se tiraa 'aks bhii gayaa
yaa'nii charaaG me.n thii jo baatii chalii ga.ii
Lata Haya
Ghazal
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
hamaarii putliyo.n pe KHvaab apnaa bojh rakh ga.e
ham ek shab nahii.n ki maah o saal jaagte rahe
Sarwat Zehra
Ghazal
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
hotaa hai pastiyo.n ke muqaddar me.n bhii uruuj
ik mauj-e-tah-nashii.n kaa ubharnaa bhii siikhiye