SEARCH RESULTS
Showing search results for "poch-baafii"
Ghazal MATCHES FOR "poch-baafii"
Ghazal
kahaa.n se tah kare.n paidaa ye naazimaan-e-haal
ki poch-baafii hii hai kaam in julaaho.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
saKHtiyaa.n raah-e-mohabbat kii na puuchh
har qadam ik taaza dushvaarii ba.Dhii
Mubarak Azimabadi
Ghazal
har tamanna mujh ko harjaa.ii milii
parbato.n ke shauq me.n khaa.ii milii
Saifurrahman Abbad Ghazipuri
Ghazal
Ajmal Ajmali
Ghazal
vo ik sadii kaa banaa.e thaa intizaam tamaam
ki ek pal me.n hu.ii umr-e-naa-tamaam tamaam
Qazi Saeed Afsar
Ghazal
ajab hai 'mehr' se us shoKH kii visaal kaa vaqt
vo dopahar ki jo maKHsuus hai zavaal kaa vaqt
Hatim Ali Mehr
Ghazal
kabhii gulo.n kabhii KHaaro.n ke darmiyaa.n guzrii
sabaa chaman se ba-zaahir to shaadmaa.n guzrii
Khurshidul islam
Ghazal
bal pech pai-ba-pai to shikan mo.D mo.D par
guzre hai.n maut hii kii tarah zindagii se ham
Ram Parshad Sharda
Ghazal
mai.n hu.aa teraa maajraa tuu miraa maajraa hu.aa
vaqt yuu.nhii guzar gayaa vaqt ke baa'd kyaa hu.aa
Shaheen Abbas
Ghazal
raaz-e-alam se hai shaayad ki miraa raaz judaa
mujh se milne me.n hai us aa.nkh kaa andaaz judaa