SEARCH RESULTS
Showing search results for "pop"
Ghazal MATCHES FOR "pop"
Ghazal
hame.n to aaj kii shab pau phaTe tak jaagnaa hogaa
yahii qismat hamaarii hai sitaaro tum to so jaa.o
Qateel Shifai
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kab pau phaTe kab raat kaTe kaun ye jaane
mat chho.D ke jaa.o ki abhii raat bahut hai
Sabir Dutt
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
pau phaTe kyuu.n mirii palko.n pe sajaate ho inhe.n
ye sitaare to mujhe shaam se pahchaante hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
is dil ke TuuTne kaa mujhe ko.ii Gam nahii.n
achchhaa hu.aa ki paap kaTaa dard-e-sar gayaa
Kaif Bhopali
Ghazal
vo aag hai ki mirii por por jaltii hai
mire badan ko milaa hai chinaar kaa mausam
Parveen Shakir
Ghazal
merii to por por me.n KHushbuu sii bas ga.ii
us par tiraa KHayaal hai aur chaa.nd-raat hai
Wasi Shah
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
rukii rukii sii shab-e-marg KHatm par aa.ii
vo pau phaTii vo na.ii zindagii nazar aa.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
chashm-e-siyah tabassum-e-pinhaa.n liye hu.e
pau phuuTne se qabl ufuq kii adaahate.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
Fakhira batool
Ghazal
baaqii hai pau phaTe bhii sitaaro.n kii raushnii
shaayad mariiz-e-shab kii tabii.at maluul hai
Qateel Shifai
Ghazal
chausar kaa lutf ye hai ki jis vaqt po pa.De
ham bar-chahaar bole to bar-panj le chalaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
tere liye kisii ko itnaa diivaana dekhaa
lagne lagii hai mujh ko chaahat bhii paap terii