SEARCH RESULTS
Showing search results for "praanda"
Ghazal MATCHES FOR "praanda"
Ghazal
kaho ki chhaa.nv mirii KHud sameT le aa kar
mai.n ab ghaTaa kaa praanda hilaane vaalii huu.n
Farzana Nainan
Ghazal
udaasii aasmaa.n hai dil miraa kitnaa akelaa hai
parinda shaam ke pul par bahut KHaamosh baiThaa hai
Bashir Badr
Ghazal
zamii.n pe chal na sakaa aasmaan se bhii gayaa
kaTaa ke par ko parinda u.Daan se bhii gayaa
Shahid Kabir
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
thake-haare parinde jab basere ke liye lauTe.n
saliiqa-mand shaaKHo.n kaa lachak jaanaa zaruurii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
sarhade.n achchhii ki sarhad pe na ruknaa achchhaa
sochiye aadmii achchhaa ki parinda achchhaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
parinda qaid me.n kul aasmaan bhuul gayaa
rihaa to ho gayaa lekin u.Daan bhuul gayaa
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
mai.n ab ke saal parindo.n kaa din manaa.uu.ngaa
mirii qariib ke jangal se baat ho ga.ii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
nikaal laayaa huu.n ek pi.njre se ik parinda
ab is parinde ke dil se pi.njra nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
shaam KHaamosh hai pe.Do.n pe ujaalaa kam hai
lauT aa.e hai.n sabhii ek parinda kam hai
Faheem Jogapuri
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
din Dhal chukaa thaa aur parinda safar me.n thaa
saaraa lahuu badan kaa ravaa.n musht-e-par me.n thaa
Wazir Agha
Ghazal
dekh me.amaar parinde bhii rahe.n ghar bhii bane
naqsha aisaa ho ko.ii pe.D giraanaa na pa.De
Umair Najmi
Ghazal
mai.n bhii to is baaG kaa ek parinda huu.n
merii hii aavaaz me.n mujh ko gaane de