SEARCH RESULTS
Showing search results for "prison"
Ghazal MATCHES FOR "prison"
Ghazal
paiham tavaaf-e-kuucha-e-jaanaa.n ke din ga.e
pairo.n me.n chalne phirne kii taaqat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
bas filo.n kaa bojh uThaayaa kare.n janaab
misra ye 'jaun' kaa hai ise mat uThaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
din me.n pariyo.n kii ko.ii kahaanii na sun
ja.ngalo.n me.n musaafir bhaTak jaa.e.nge
Bashir Badr
Ghazal
daavat to ba.Dii chiiz hai ham jaise qalandar
har ek ke paiso.n kii davaa bhii nahii.n khaate
Munawwar Rana
Ghazal
dariyaa ne bhii tarsaayaa hai pyaaso.n ko
dariyaa ko bhii pyaasaa kar ke dekhaa jaa.e
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
hasiin champa.ii pairo.n ko jab se dekhaa hai
nadii kii mast adaa.e.n bulaa rahii hai.n tumhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
qad meraa ba.Dhaane kaa use kaam milaa hai
jo apne hii pairo.n pe kha.Daa ho nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
apne saudaa-zadagaa.n se ye kahaa hai us ne
chal ke ab aa.iyo pairo.n pe saro.n ke hote
Jaun Eliya
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Muzaffar Warsi
Ghazal
kabhii mile.nge to ye qarz bhii utaare.nge
tumhaare chehre ko pairo.n talak nihaare.nge
Vikram Gaur Vairagi
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
dil ye kartaa hai ki is umr kii pagDanDii par
ulTe pairo.n se chaluu.n phir vahii la.Dkaa ho jaa.uu.n
Mehshar Afridi
Ghazal
aaKHirii daur me.n bhii tujh ko qasam hai saaqii
bhar ke ik jaam na pyaaso.n ko pilaanaa hargiz