SEARCH RESULTS
Showing search results for "pukaaro"
Ghazal MATCHES FOR "pukaaro"
Ghazal
Mustafa Zaidi
Ghazal
ko.ii pukaaro ki ik umr hone aa.ii hai
falak ko qaafila-e-roz-o-shaam Thahraa.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tum us ko bure naam se yaaro na pukaaro
ye naam use baa.is-e-aazaar hii kab thaa
Qateel Shifai
Ghazal
un ko na pukaaro Gam-e-dauraa.n ke laqab se
jo dard kisii naam se mansuub rahe hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
chaar jaanib hai hujuum-e-naa-shanaasaan-e-suKHan
aaj puure zor se 'faaris' pukaaro taKHliya
Rehman Faris
Ghazal
shaayad kisii manzil se ko.ii qaafila aa.e
aashufta-saro sub.h talak yuu.nhii pukaaro
Nasir Kazmi
Ghazal
kisii sunsaan jaziire se pukaaro mujh ko
mai.n sadaa.o.n ke samundar me.n nikal aayaa huu.n
Mazhar Imam
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
tilism TuuT gayaa hai tumhaarii ulfat kaa
mirii havas ko pukaaro mujhe fareb na do
Shahzad Ahmad
Ghazal
is na.e lahje se dil Duubne lagtaa hai miraa
tum pukaaro mujhe aavaaz puraanii de kar
Varun Gagneja Wahid
Ghazal
mujhe mohabbat kaa vaasta de ke mat pukaaro
mai.n is ta'alluq kii sarhado.n se guzar gayaa huu.n
Noman Badr
Ghazal
chamakte chaa.nd sitaaro zaraa KHayaal karo
kabhii to dil se pukaaro zaraa KHayaal karo
Sameena Syed
Ghazal
tumhaarii yaad bhii hai baaz-gasht kii aavaaz
jo ek baar pukaaro to baar baar aa.e