SEARCH RESULTS
Showing search results for "putlo.n"
Ghazal MATCHES FOR "putlo.n"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
dekh un KHaak ke putlo.n kii adaa.e.n zaahid
un se kis baat me.n huuro.n kaa jamaal achchhaa hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
na sahii KHaak ke putlo.n me.n sifaat-e-malakii
baare is baar-e-vafaa ke mutahammil to hu.e
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
KHaak ke putlo.n me.n patthar ke badan ko vaastaa
is sanam-KHaane me.n saarii umr mujh se hii pa.Daa
Wahab Danish
Ghazal
pahchaaniye to KHaak ke putlo.n kii KHaak ko
begaana kaun kaun saa un me.n yagaana thaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
ye baat 'aql ke putlo.n ko kaun samjhaa.e
sivaa hai mehr se is raat ik sharaara bhii
Raza Vasfi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
shabnam kii tarah phuulo.n pe ro aur chaman se chal
is baaG me.n qayaam kaa saudaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
KHushbuu kii tarah guzro mirii dil kii galii se
phuulo.n kii tarah mujh pe bikhar jaa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
mire daaman me.n sharaaro.n ke sivaa kuchh bhii nahii.n
aap phuulo.n ke KHariidaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
kaa.nTe to KHair kaa.nTe hai.n is kaa gila hii kyaa
phuulo.n kii vaardaat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
mahak rahii hai zamii.n chaa.ndnii ke phuulo.n se
KHudaa kisii kii mohabbat pe muskuraayaa hai
Bashir Badr
Ghazal
tere bin raat ke haatho.n pe ye taaro.n ke ayaaG
KHuub-suurat hai.n magar zahr ke pyaalo.n kii tarah