SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaate burhan mirza adeeb ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "qaate burhan mirza adeeb ebooks"
Ghazal
ajiib radd-e-amal thaa vo raushnii ke KHilaaf
jalaa jalaa ke charaaGo.n ko KHud bujhaanaa miraa
Tariq Qamar
Ghazal
'aadil' miraa libaas hii ham-ra.ng-e-daaG thaa
kaar-e-rafuu kiyaa na kabhii dho ke KHush hu.aa
Zulfiqar Aadil
Ghazal
jaam-e-Gam aaj bhii chhalkaa.o ki kuchh raat kaTe
saath rakkho mujhe bahlaa.o ki kuchh raat kaTe
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
nadii ke dono.n kinaaro.n se baat karte hu.e
mai.n rone lagtaa huu.n dhaaro.n se baat karte hu.e
Kunal Danish
Ghazal
lihaaz karte adab ehtiraam karte hu.e
guzar rahaa huu.n mohabbat ko aam karte hu.e
ruKHsaar Nazimabadi
Ghazal
vo log vaqt ko apnaa Gulaam karte hai.n
jo haadso.n ko adab se salaam karte hai.n
Mustafa Jameel
Ghazal
haal kuchh ab ke judaa hai tire diivaano.n kaa
shahr me.n Dher na lag jaa.e garebaano.n kaa
Yusuf Taqi
Ghazal
hazaar zabt kaa aadii hai dil miraa lekin
sitam kii baarishe.n had se ko.ii sivaa na kare
M. Nasrullah Nasr
Ghazal
rahuu.n is me.n har dam na ho aanaa jaanaa
terii zulfe.n ho gar miraa aashiyaanaa
Tauqeer Ahmad
Ghazal
KHushii Gamii se miraa vaasta hii pahlaa hai
ki KHvaahisho.n kaa abhii silsila hii pahlaa hai
Imtiyaz Anjum
Ghazal
'ajiib jumbish-e-lab hai KHitaab bhii na kare
savaal kar ke mujhe laa-javaab bhii na kare
Rashid Aazar
Ghazal
aisii shadiid raushnii me.n jal maruu.ngaa mai.n
itne hasiin shaKHs ko kaise sahuu.ngaa mai.n
Sohaib Mugheera Siddiqi
Ghazal
KHvaahisho.n kaa mirii sailaab nahii.n TuuTegaa
nii.nd TuuTegii magar KHvaab nahii.n TuuTegaa
Ekhlaq Ahmad Ekhlaq
Ghazal
hazaaro.n saal me.n utrii tirii tasviir kaaGaz par
vah.y kaa silsila jaise hu.aa tahriir kaaGaz par
Areeb Usmani
Ghazal
hotaa hai tujhe dekh ke KHush arbada-juu bhii
ai dost mohabbat kii harii shaaKH hai tuu bhii
Josh Adeeb
Ghazal
paas-e-adab mujhe unhe.n sharm-o-hayaa na ho
nazzaara-gaah me.n asar-e-maa-sivaa na ho