SEARCH RESULTS
Showing search results for "qalandarii"
Ghazal MATCHES FOR "qalandarii"
Ghazal
KHush aa ga.ii hai jahaa.n ko qalandarii merii
vagarna sher miraa kyaa hai shaa.irii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
kiye hai.n faash rumuuz-e-qalandarii mai.n ne
ki fikr-e-madrasa-o-KHaanqaah ho aazaad
Allama Iqbal
Ghazal
ye hai KHulaasa-e-ilm-e-qalandarii ki hayaat
KHada.ng-e-jasta hai lekin kamaa.n se duur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Khalid Alig
Ghazal
mere sar-e-niyaaz ko dair-o-haram kare.n salaam
mujh ko tire KHayaal ne baKHshii hai vo qalandarii
Fana bulandshahri
Ghazal
qalandarii hai ki rakhtaa hai dil Ganii 'anjum'
ko.ii dukaa.n na ko.ii kaar-KHaana rakhtaa hai
Anjum Rumani
Ghazal
Alamtaab Tishna
Ghazal
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
lashkar kii fikr taaj kaa saudaa hai shaah ko
darvesh sirf taalib-e-kunj-e-qalandarii
Jagan Nath Azad
Ghazal
tum ko qalandarii kii hai dil me.n jo aarzuu
rakhnii pa.Degii dil se ye duniyaa nikaal ke
Adeeb Damohi
Ghazal
nigaah-e-faqr hii shaan-e-sikandarii jaane
vahii hai shaah jo raaz-e-qalandarii jaane
Qurban Aatish
Ghazal
Sabiha Sumbul
Ghazal
haram ke KHaak-nashiino.n se be-adab iijaad
vufuur-e-dard se paidaa qalandarii hogii
Bebak Bhojpuri
Ghazal
qalandarii miraa maslak sikandarii hai tariiq
guzar rahaa huu.n do-aalam se be-niyaazaana
Raaz Muradabadi
Ghazal
vo be-navaa rah-o-rasm-e-qalandarii jaane
jo KHaak-e-tan pe libaas-e-tava.ngarii jaane