SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaliil"
Ghazal MATCHES FOR "qaliil"
Ghazal
ik shaKHs baadshaah to ik shaKHs hai vaziir
goyaa nahii.n hai.n dono.n hamaarii qabiil se
Ahmad Javaid
Ghazal
Indira Varma
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
suune siyaah shahr pe manzar-paziir mai.n
aa.nkhe.n qaliil hotii hu.ii aur kasiir mai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
haa.n laalchii huu.n aur ziyaada kii hai havas
itne qaliil par to qanaa.at nahii.n mujhe
Gul Faraz
Ghazal
kyaa kyaa kahuu.n mai.n tum se judaa.ii ke mo.D par
sharmindagii ziyaada hai mohlat qaliil hai
Syed Konain Haider Kazmi
Ghazal
umr-e-pas-maa.nda kuchh daliil sii hai
zindagaanii bhii ab qaliil sii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
qaliil vaqt me.n yuu.n mai.n ne irtikaaz kiyaa
bas ik jahaan ke andar ka.ii jahaan liye
Rafiq Sandelvi
Ghazal
qaliil bhii milii kabhii to kii isii pe iktifaa
ba.Dhii hu.ii talab ko mai.n dabaa dabaa ke pii gayaa
Sartaj Alam Abidi
Ghazal
itnaa qaliil bosa ki ehsaas-e-lams bhii
KHud-saaKHta nashe ke asar ke sabab se thaa
Sarfraz Arish
Ghazal
itnaa na KHarch kiijiye rakhiye sa.nbhaal kar
aa.nkho.n me.n aa.nsu.o.n kaa zaKHiira qaliil hai
Irfan Jafari
Ghazal
qissa to zulf-e-yaar kaa tuul o taviil hai
kyuu.nkar adaa ho umr kaa rishta qaliil hai
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
qaliil vaqt masaafat taviil hai yaaro
savaal hii nahii.n uThtaa kahii.n Thaharne kaa