SEARCH RESULTS
Showing search results for "qarii.n"
Ghazal MATCHES FOR "qarii.n"
Ghazal
Gair se duur, magar us kii nigaaho.n ke qarii.n
mahfil-e-yaar me.n is Dhab se alag baiThaa huu.n
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
mas.ala ye hai mai.n dushman ke qarii.n pahu.nchuu.ngaa
aur kabuutar mirii talvaar pe aa baiThe.nge
Ziya Mazkoor
Ghazal
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
jab bhii kahii.n se pyaar milaa yaa KHushii milii
duniyaa ke dard-o-ranj-o-alam yaad aa ga.e
Saghar Khayyami
Ghazal
tere pahluu me.n tire dil ke qarii.n rahnaa hai
merii duniyaa hai yahii mujh ko yahii.n rahnaa hai
Ashfaq Husain
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
har aks miraa aks ho itnaa bhii nahii.n mai.n
is aa.ina-KHaane me.n kahii.n tuu hai kahii.n mai.n
Akhtar Usman
Ghazal
hone lagaa huu.n KHud se qarii.n ai shab-e-alam
mai.n paa rahaa huu.n hijr me.n kuchh apnii aahaTe.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Yadgar Husain Nashtar Khairabadi
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Gam musalsal ho to ahbaab bichha.D jaate hai.n
ab na ko.ii dil-e-tanhaa ke qarii.n aa.egaa
Salam Machhli shahri
Ghazal
ek duuje ke qarii.n baiTh ke ro lete hai.n
jahaa.n kahtaa hai vahii.n baiTh ke ro lete hai.n
Aqeel Abbas Chughtai
Ghazal
qariin-e-haqiiqat hai ye qaul bhii
zamaane me.n ab kuchh sharaafat nahii.n
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
jab ik saraab me.n pyaaso.n ko pyaas utaartii hai
mire yaqii.n ko qariin-e-qayaas utaartii hai