SEARCH RESULTS
Showing search results for "qawwali"
Ghazal MATCHES FOR "qawwali"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
le gayaa chhiin ke kaun aaj tiraa sabr o qaraar
be-qaraarii tujhe ai dil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
kamaal-e-zabt ko KHud bhii to aazmaa.uu.ngii
mai.n apne haath se us kii dulhan sajaa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
vaa.iz kamaal-e-tark se miltii hai yaa.n muraad
duniyaa jo chho.D dii hai to uqbaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
fasaana-e-shab-e-Gam un ko ik kahaanii thii
kuchh e'tibaar kiyaa kuchh na e'tibaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye mohabbat kii kahaanii nahii.n martii lekin
log kirdaar nibhaate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
ham ko kis ke Gam ne maaraa ye kahaanii phir sahii
kis ne to.Daa dil hamaaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
daadii se kahnaa us kii kahaanii sunaa.iye
jo baadshaah ishq me.n mazduur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
mai.n ek kirdaar se ba.Daa tang huu.n qalamkaar
mujhe kahaanii me.n Daal Gussa nikaalnaa hai