SEARCH RESULTS
Showing search results for "qazaa"
Ghazal MATCHES FOR "qazaa"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
laa.ii hayaat aa.e qazaa le chalii chale
apnii KHushii na aa.e na apnii KHushii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kam-zarfii-e-hayaat se tang aa gayaa thaa mai.n
achchhaa hu.aa qazaa se mulaaqaat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
ye zid ki aaj na aave aur aa.e bin na rahe
qazaa se shikva hame.n kis qadar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
dil se arbaab-e-vafaa kaa hai bhulaanaa mushkil
ham ne ye un ke taGaaful ko sunaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
daur-e-hayaat aa.egaa qaatil qazaa ke ba.ad
hai ibtidaa hamaarii tirii intihaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
qariib maut kha.Dii hai zaraa Thahar jaa.o
qazaa se aa.nkh la.Dii hai zaraa Thahar jaa.o