SEARCH RESULTS
Showing search results for "qil.a-e-charkh"
Ghazal MATCHES FOR "qil.a-e-charkh"
Ghazal
ba-qaul-e-'charKH' yahaa.n mastiyaa.n ubhartii hai.n
ye mai-kada to jahaan-e-shabaab hai saaqii
Charkh Chinioti
Ghazal
aaj maazii ke fasaane vo sune.nge ai 'charKH'
merii barbaad umiido.n ke kha.nDar dekhe.nge
Charkh Chinioti
Ghazal
apne haatho.n ke pale log jo ho jaa.e.n KHilaaf
un ke aKHlaaq pe ai 'charKH' malaal aataa hai
Charkh Chinioti
Ghazal
sitam ho yaa karam ai 'charKH' kuchh ho
mohabbat kaa mai.n sadqa ban gayaa huu.n
Charkh Chinioti
Ghazal
vo faqiiro.n ko navaaze.n na navaaze.n ai 'charKH'
ham du.aa de ke chale aa.e.nge apnaa kyaa hai
Charkh Chinioti
Ghazal
jab KHataa karte the us vaqt na sochaa ai 'charKH'
ham sar-e-hashr pashemaan bhii ho sakte hai.n
Charkh Chinioti
Ghazal
raasta dekhtii hai.n shaam se nazre.n ai 'charKH'
vo nahii.n aate to ho jaatii hai.n nam raat ga.e
Charkh Chinioti
Ghazal
maqsad thaa mile Gam se najaat is liye ai 'charKH'
ik umr mirii vaqf-e-KHiraajaat hu.ii hai
Charkh Chinioti
Ghazal
bikhar ke u.D ga.e auraaq-e-zindagii ai 'charKH'
ajal ke dosh pe ham bhii savaar ho ke chale
Charkh Chinioti
Ghazal
Charkh Chinioti
Ghazal
azal se 'charKH'-e-tabii.at shagufta hai apnii
jo milne aa.e vo baaG-o-bahaar ho ke chale
Charkh Chinioti
Ghazal
shomii-e-baKHt hai ye 'charKH' ki vo kahte hai.n
mai.n masiihaa.ii kaa andaaz kahaa.n se laa.uu.n
Charkh Chinioti
Ghazal
qadam qadam pe kiye 'charKH' zindagii ne mazaaq
samajh me.n aa na sakaa qasd-e-zindagii kyaa hai
Charkh Chinioti
Ghazal
'charKH' vo mai-kada-bar-dosh ghaTaa.e.n aa.ii.n
hurmat-e-tauba ko KHaatir me.n na laayaa jaa.e
Charkh Chinioti
Ghazal
bedaad-e-charKH ne go hame.n KHaak kar diyaa
teraa jamaal ziinat-e-bazm-e-jahaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
kyaa vaj.h tere zulm-o-sitam me.n mazaa nahii.n
ai daur-e-charKH aaj vo shaayad nahii.n shariik
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
piiTnaa sar apne maatam me.n aziizo yaar kaa
qil.a-e-kunj-e-lahad kii fat.h kaa naqqaaraa thaa