SEARCH RESULTS
Showing search results for "ra.ng-e-'adaa'"
Ghazal MATCHES FOR "ra.ng-e-'adaa'"
Ghazal
Shaheen Badr
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
hatheliyo.n ke gulaabo.n se KHuun ristaa rahaa
magar vo shoKHii-e-ra.ng-e-hinaa nahii.n aa.ii
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
ra.ng-e-shafaq kii dhuup khilii thii qadam qadam
maqtal me.n sub.h-o-shaam kaa manzar judaa na thaa
Ada Jafarey
Ghazal
hai ab bhii rang ra.ng-e-tamannaa kaa pairahan
KHvaabo.n ke saath ab bhii vahii husn-e-zan saa hai
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
kyaa phir kisii ne qarz-e-muravvat adaa kiyaa
kyuu.n aa.nkh be-savaal hai dil phir dukhaa hai kyaa
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
palko.n talak aa pahu.nche na kirno.n kii tamaazat
ab tak to 'adaa' aa.ina-bardaar bahut hai.n
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
dil ko bhii ik jaraahat-e-dil ne ataa kiyaa
ye hausla ki apne tamaashaa.iyo.n me.n thaa
Ada Jafarey
Ghazal
qadam qadam mirii viiraaniyo.n ke ra.ng-mahal
dilo.n ko zaKHm kii sauGaat-e-KHusravaana mile
Ada Jafarey
Ghazal
andesha bas itnaa hii rahaa dasht-e-talab me.n
bhar aa.e kahii.n aa.nkh 'adaa' tishna-labii se