SEARCH RESULTS
Showing search results for "ra.ng-e-yaas"
Ghazal MATCHES FOR "ra.ng-e-yaas"
Ghazal
KHuun se sii.nch ke paude ko ba.Daa karte hai.n
tab kahii.n jaa ke vo ai 'yaas' shajar lagtaa hai
Yas Chandpuri
Ghazal
ai 'yaas' bas ab vo hii madad-gaar hai apnaa
ko.ii bhii yahaa.n is ke sivaa kaam na aa.e
Yas Chandpuri
Ghazal
bazm-e-ahbaab ko karnaa na pareshaa.n ai 'yaas'
har suKHan se tire ab dard kii buu aatii hai
Yas Tonki
Ghazal
vo Garq aalam-e-hairat me.n kyo.n na ho ai 'yaas'
mai.n har savaal kaa us ke javaab ho ke rahaa
Yas Chandpuri
Ghazal
dil-e-pur-aarzuu ne zindagii bhar KHaak chhanvaa.ii
bas ab ai 'yaas' ik be-aarzuu dil kii tamanna he
Yas Tonki
Ghazal
da.avaa-e-ishq-e-haqiiqii to kiyaa hai ai 'yaas'
aarzuu Gair kii ab dil me.n na aane paa.e
Yas Tonki
Ghazal
tum ko aa jaa.egaa gir gir ke sa.nbhalnaa ai 'yaas'
aur kuchh roz abhii Thokare.n khaa.o to sahii
Yas Chandpuri
Ghazal
Yas Tonki
Ghazal
jahaan-e-ishq me.n hai.n aazmaa.ishe.n kyaa kyaa
abhii to 'yaas' tiraa imtihaa.n nahii.n kuchh bhii
Yas Chandpuri
Ghazal
na jaane kab se yahaa.n muntazir thaa mai.n ai 'yaas'
KHabar jab aa.ii vahaa.n intizaar meraa hai
Noor Mohammad Yaas
Ghazal
ho na ho tuu ne hii kaaTii hai zubaan-e-jahl 'yaas'
duusraa tere sivaa is fan kaa maahir kaun thaa
Noor Mohammad Yaas
Ghazal
miraa sukuut na ho qufl-e-baab-e-ma.anii 'yaas'
bayaa.n huruuf kii diivaar bhii na hotaa thaa
Noor Mohammad Yaas
Ghazal
roz ko.ii aas bhar jaatii hai in me.n ra.ng-e-yaas
roz rakh letaa huu.n mai.n KHaake banaa ke saamne
Shehpar Rasool
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
kaa.nTaa thaa chashm-e-yaas me.n ek ek rang-e-gul
mere liye chaman bhii bayaabaa.n nikal gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
hai sau adaa.o.n se uryaa.n fareb-e-ra.ng-e-anaa
barahna hotii hai lekin hijaab-e-KHvaab ke saath