SEARCH RESULTS
Showing search results for "ra.nj-e-dil"
Ghazal MATCHES FOR "ra.nj-e-dil"
Ghazal
ik ranj-e-dil ke jis se sivaa chaahtaa nahii.n
kuchh bhii ho phir mai.n us kii jagah chaahtaa nahii.n
Nivesh Sahu
Ghazal
TuuT jaane kaa na kuchh ranj na kho jaane kaa
ham Gariibo.n kaa yahii jaam-e-sifaal achchhaa hai
Ranj Hyderabadi
Ghazal
KHudaa ke vaaste maano miraa kahaa ai 'ranj'
KHudaa ke vaaste chho.Do ye hai kahaa.n kaa KHayaal
Ranj Hyderabadi
Ghazal
hu.e hai.n KHabt me.n kyaa mubtalaa tire aashiq
zaruur kyaa hai ki dil de ke dard-e-sar lenaa
Ranj Hyderabadi
Ghazal
itraa.e.n dil me.n aap na aa.iina dekh kar
ye mausam-e-bahaar kabhii hai kabhii nahii.n
Ranj Hyderabadi
Ghazal
Ranj Hyderabadi
Ghazal
Gaafil nikaal hasrat-e-dil sochtaa hai kyaa
yaa.n to kisii kaa kuuch kisii kaa maqaam hai
Ranj Merthi
Ghazal
khul jaa.egaa haal-e-dil-e-afgaar hamaaraa
pa.Dhte hai.n vo guldasta-e-ash.aar hamaaraa
Ranj Merthi
Ghazal
dekho tum apne pahluu-e-dil me.n jagah na do
kahte hai.n jis ko 'ra.nj' vo meraa hii naam hai
Ranj Merthi
Ghazal
haal-e-Gair us kaa kabhii ham se na dekhaa jaataa
shukr hai aa.nkh se dil duur hu.aa KHuub hu.aa
Ranj Merthi
Ghazal
nikal pa.Dii hai mire dil kii ulfat-e-jaanaa.n
nikal ke jaa.e kahaa.n murG-e-rishta-paa ho kar
Ranj Merthi
Ghazal
Ranj Merthi
Ghazal
haa.e jis tiir ko mai.n dil me.n jagah duu.n ai 'ranj'
kyaa vahii tiir mere KHuun kaa pyaasaa nikle