SEARCH RESULTS
Showing search results for "raah mein"
Ghazal MATCHES FOR "raah mein"
Ghazal
tumhaarii raah me.n miTTii ke ghar nahii.n aate
isii liye to tumhe.n ham nazar nahii.n aate
Waseem Barelvi
Ghazal
mile.nge raah me.n sahraa bahut bahut gulshan
ye dekhnaa hai kahaa.n roktii hai apnii thakan
Salik Lakhnavi
Ghazal
raah me.n pa.Dtii thii diivaar nahii.n dekh sakaa
mai.n ki is paar thaa us paar nahii.n dekh sakaa
Danish Naqwi
Ghazal
ziist kii raah me.n jitne mujhe gulzaar mile
un me.n dekhaa to faqat dhuul milii KHaar mile
Majeed Maiman
Ghazal
Nirmal Nadeem
Ghazal
haa.el hai.n ashk raah me.n kaise nazar mile
baarish agar thame to musaafir ko ghar mile
Saulat Zaidi
Ghazal
vafaa kii raah me.n dushvaariyaa.n hai.n
labo.n par ishq kii gulkaariyaa.n hai.n
Rinki Singh Sahiba
Ghazal
Asrar Danish
Ghazal
saalikaa.n kab lag chaloge rah me.n haq ke mor chal
ishq kii tezii ko apne chhe.D kar jaulaa.n karo
Alimullah
Ghazal
tumhaare milne kaa kyaa e’tibaar raah me.n hai
nazar kii aaKHirii had tak Gubaar raah me.n hai
Arshad Nazar
Ghazal
girtaa rahaa mai.n raah me.n lekin sambhal gayaa
mai.n aaj kis maqaam kii jaanib nikal gayaa