SEARCH RESULTS
Showing search results for "raah-e-do-qadam"
Ghazal MATCHES FOR "raah-e-do-qadam"
Ghazal
tum vaaqif-e-tariiq-e-be-taaqatii nahii.n ho
yaa.n raah-e-do-qadam hai ab duur kaa safar saa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
kyaa ajab tum ko hii ye ham-safarii raas aa jaa.e
do qadam hii sahii tum saath to chal kar dekho
Pirzada Qasim
Ghazal
himmat-shikan hai.n raah-e-mohabbat ke marhale
har mo.D har qadam pe musiibat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
ham-qadam hai tapish-e-jaa.n to pahu.nch jaa.uu.ngaa
ek do jast me.n diivaar-e-shajar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ab bahut duurii nahii.n va.ado.n kii manzil aa chalii
do qadam bas mo.D tak chalne kii zahmat aur hai
Ezaz Afzal
Ghazal
aa.o do chaar qadam chal ke bhii dekhe.n yaaro
ham-safar apne kahaa.n ham ko daGaa dete hai.n
Aarif Aazmi
Ghazal
har qadam raah-e-vafaa Dhuu.nDne vaalaa teraa
ab kahaa.n jaa.e bataa chaahne vaalaa teraa
Saqib Kaif
Ghazal
rah-e-hayaat me.n bas vo qadam ba.Dhaa ke chale
diye lahuu ke sar-e-raah jo jalaa ke chale
Saghar Khayyami
Ghazal
rah-e-junuu.n jo nishaan-e-qadam ikaTThaa the
vo ham nahii.n the vajuud-o-‘adam ikaTThaa the
Asim Qamar
Ghazal
qadam jo raah-e-mohabbat me.n thakne lagtaa hai
har ek zarra-e-manzil chamakne lagtaa hai
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
raah-e-ulfat me.n rakhe jab the qadam yaad hai kuchh
baaz aa.e the kabhii aap na ham yaad hai kuchh