SEARCH RESULTS
Showing search results for "raakhii"
Ghazal MATCHES FOR "raakhii"
Ghazal
raakh ke Dher pe ab raat basar karnii hai
jal chuke hai.n mire KHeme mire KHvaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
baazuu hai.n yaa do patvaare.n naav pe rakkhii hai.n
lahre.n letaa dariyaa dekho aur mujhe dekho
Sarvat Husain
Ghazal
ik umr chaahiye ki gavaaraa ho niish-e-ishq
rakkhii hai aaj lazzat-e-zaKHm-e-jigar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
KHud apne ishva-o-andaaz kaa shahiid huu.n mai.n
KHud apnii zaat se bartii hai be-ruKHii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
daur-ba-daur dil-ba-dil dard-ba-dard dam-ba-dam
tere yahaa.n ri.aayat-e-haal nahii.n rakhii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
us kii KHaatir ghar se baahar Thahraa huu.n
varna ilm hai chaabii gate pe rakkhii hai
Ziya Mazkoor
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shelf me.n rakkhii hu.ii apnii kitaabo.n me.n se
ko.ii diivaan uThaa.oge to yaad aa.uu.ngaa
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
mai.n Duub jaa.uu.n samundar kii tez lahro.n me.n
kinaare rakkhii hu.ii kaa.enaat rah jaa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
kis mulaaqaat kii ummiid liye baiThaa huu.n
mai.n ne kis din pe uThaa rakkhii hai.n saarii baate.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
ab kahaa.n aur kisii chiiz kii jaa rakkhii hai
dil me.n ik terii tamannaa jo basaa rakkhii hai
Anwar Masood
Ghazal
pyaas dariyaa kii nigaaho.n se chhupaa rakkhii hai
ek baadal se ba.Dii aas lagaa rakkhii hai
Iqbal Ashhar
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
aa rakh dahan-e-zaKHm pe phir u.ngliyaa.n apnii
dil baa.nsurii terii hai bajaane ke liye aa