SEARCH RESULTS
Showing search results for "raaz-daar"
Ghazal MATCHES FOR "raaz-daar"
Ghazal
hame.n bhii aa hii gayaa 'raaz' dar-ba-dar phirnaa
hame.n bhii lag ga.ii aaKHir havaa-e-shahr-e-ishq
Ismail Raaz
Ghazal
raaz kii baate.n kahii.n aam na kar de ko.ii
ab to ghar ke dar-o-diivaar se Dar lagtaa hai
Bilal Raaz
Ghazal
bas yahii soch kar Dar rahaa huu.n mai.n 'raaz'
kyo.n aziizo.n kii hamdardiyaa.n ba.Dh ga.ii.n
Bilal Raaz
Ghazal
anjuman-dar-anjuman tafriiq-e-KHaas-o-aam hai
hai ko.ii jo raaz kah de barmalaa merii tarah
Shafiullah Raz
Ghazal
dar-e-KHaziina-e-sad-raaz kholtaa hai ko.ii
na jaane kaun hai vo mujh me.n boltaa hai ko.ii
Khursheed Rizvi
Ghazal
do-chaar to mahfil me.n taraf-daar mile.nge
ai 'raaz' kharii baat sunaa kyo.n nahii.n dete
Jameel Ahmad Raaz
Ghazal
vo samajhtaa hai use jo raaz-daar-e-naGma hai
aah kahte hai.n jise sirf ik sharaar-e-naGma hai
Nazish Partap Gadhi
Ghazal
jo raah-e-haq me.n marne ke liye tayyaar ho jaa.e
nazar me.n us kii baaziicha faraaz-e-daar ho jaa.e
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
raaz dar-parda-e-dastaar-o-qabaa jaantii hai
kaun kis bhes me.n hai KHalq-e-KHudaa jaantii hai
Zaheer Ahmad
Ghazal
thaa ek raaz-daar-e-mohabbat se lutf-e-ziist
lekin vo raaz-daar-e-mohabbat kahaa.n milaa
Jameeluddin Aali
Ghazal
labo.n ko tum ne to 'mas.uud' sii liyaa thaa magar
tabassum-e-nigh-e-raaz-daar me.n kyaa thaa
Masud Husain Khan
Ghazal
ham apne raaz pe naazaa.n the sharmsaar na the
har ek se suKHan-e-raaz-daar karte rahe
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Darte na the daraazii-e-shaam-e-firaaq se
ham raaz-daar-e-silsila-e-zulf-e-yaar the
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
dard-e-dil ne raaz-daar-e-har-do-aalam kar diyaa
KHaak ko ye fikr hai ab aur kyaa ho jaa.iye
Syed Bashir Husain Bashir
Ghazal
charaaG-e-bazm hai.n ham raaz-daar-e-sohbat-e-bazm
bujhaa diye ga.e hai.n yaa jalaa diye ga.e hai.n