SEARCH RESULTS
Showing search results for "raaz-daar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "raaz-daar"
Ghazal
hame.n bhii aa hii gayaa 'raaz' dar-ba-dar phirnaa
hame.n bhii lag ga.ii aaKHir havaa-e-shahr-e-ishq
Ismail Raaz
Ghazal
raaz kii baate.n kahii.n aam na kar de ko.ii
ab to ghar ke dar-o-diivaar se Dar lagtaa hai
Bilal Raaz
Ghazal
bas yahii soch kar Dar rahaa huu.n mai.n 'raaz'
kyo.n aziizo.n kii hamdardiyaa.n ba.Dh ga.ii.n
Bilal Raaz
Ghazal
anjuman-dar-anjuman tafriiq-e-KHaas-o-aam hai
hai ko.ii jo raaz kah de barmalaa merii tarah
Shafiullah Raz
Ghazal
dar-e-KHaziina-e-sad-raaz kholtaa hai ko.ii
na jaane kaun hai vo mujh me.n boltaa hai ko.ii
Khursheed Rizvi
PAGE MATCHES FOR "raaz-daar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "raaz-daar"
Ghazal
do-chaar to mahfil me.n taraf-daar mile.nge
ai 'raaz' kharii baat sunaa kyo.n nahii.n dete
Jameel Ahmad Raaz
Ghazal
vo samajhtaa hai use jo raaz-daar-e-naGma hai
aah kahte hai.n jise sirf ik sharaar-e-naGma hai
Nazish Partap Gadhi
Ghazal
jo raah-e-haq me.n marne ke liye tayyaar ho jaa.e
nazar me.n us kii baaziicha faraaz-e-daar ho jaa.e
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
raaz dar-parda-e-dastaar-o-qabaa jaantii hai
kaun kis bhes me.n hai KHalq-e-KHudaa jaantii hai
Zaheer Ahmad
Ghazal
labo.n ko tum ne to 'mas'uud' sii liyaa thaa magar
tabassum-e-nigah-e-raaz-daar me.n kyaa thaa
Masud Husain Khan
Nazm
saneha
vo raaz-daar-er-mahfil-e-yaaraa.n nahii.n rahaa
vo Gam-gusaar-e-bazm-e-ariifaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Darte na the daraazii-e-shaam-e-firaaq se
ham raaz-daar-e-silsila-e-zulf-e-yaar the
Syed Aabid Ali Aabid
Nazm
hujum
mai.n ba.De buland shajar kaa phal
ba.De faasle kaa shikaar Gamza-e-raaz-daar
Mohammad Anvar Khalid
Ghazal
dard-e-dil ne raaz-daar-e-har-do-aalam kar diyaa
KHaak ko ye fikr hai ab aur kyaa ho jaa.iye
Syed Bashir Husain Bashir
Ghazal
ham apne raaz pe naazaa.n the sharmsaar na the
har ek se suKHan-e-raaz-daar karte rahe
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
charaaG-e-bazm hai.n ham raaz-daar-e-sohbat-e-bazm
bujhaa diye ga.e hai.n yaa jalaa diye ga.e hai.n


