SEARCH RESULTS
Showing search results for "radd"
Ghazal MATCHES FOR "radd"
Ghazal
ham kare.n baat daliilo.n se to rad hotii hai
us ke ho.nTo.n kii KHamoshii bhii sanad hotii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
ab is tarah jo mujhe rad karoge mumkin hai
tumhaarii zid me.n miraa e'tiraaf ho jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
ik tez ra.ad jaisii sadaa har makaan me.n
logo.n ko un ke ghar me.n Daraa denaa chaahiye
Muneer Niyazi
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
tamaam shahr me.n mile gale hazaar raat se
magar kahii.n kisii jagah diyaa milaa nahii.n milaa
Atif tauqeer
Ghazal
mai.n vahaa.n kaise haqiiqat ko salaamat rakkhuu.n
jis jagah radd-o-badal ho ga.e afsaane tak
Qamar Jalalvi
Ghazal
ye merii apnii du.aa.e.n jinho.n ne radd ho kar
gale se mujh ko lagaayaa to mai.n akelaa thaa
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
be-razm din guzaar liyaa ratjagaa manaa.o
ai ahl-e-bazm jaag uTho raat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
kul milaa ke hai asaasa miraa ye umr-e-ravaa.n
rad nahii.n hogii du'aa rab miraa barakat degaa
aabid umar
Ghazal
hazaar shukr tiraa ai mire KHudaa-e-junuu.n
ki mujh ko raah-e-KHirad se gurez-paa rakkhaa
Irfan Sattar
Ghazal
to phir ye radd-e-munaajaat kii nahuusat kyuu.n
kabhii sunaa ki ibaadat kaa qaht pa.D gayaa hai?
Jawad Sheikh
Ghazal
Aqib Sabir
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
maal jab us ne bahut radd-o-badal me.n maaraa
ham ne dil apnaa uThaa apnii baGal me.n maaraa