SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahat fateh ali"
Ghazal MATCHES FOR "rahat fateh ali"
Ghazal
palaT ke aa.ii hai maqtal me.n zindagii 'raahat'
faqiih-e-shahr ko ab intizaar kis kaa hai
Rahat Hasan
Ghazal
tuu apnii fat.h kaa ailaan kar mai.n haar ga.ii
vo hausla ki mujhe jis pe maan thaa na rahaa
Humaira Rahat
Ghazal
mai.n huu.n jis kaa dil-o-jaa.n se muKHaalif
usii lashkar me.n rahnaa pa.D rahaa hai
Rahat Hasan
Ghazal
saa.ns letaa thaa to diivaar girii jaatii thii
raat kuchh KHvaab me.n dekhii thii imaarat aisii
Rahat Hasan
Ghazal
zaraa bhii farq nahii.n hai mizaaj-e-'raahat' me.n
vo aaj-kal bhii usii saadgii se miltaa hai
Om Krishn Rahat
Ghazal
be-lutf aisii ho ga.ii 'raahat' ye zindagii
jaise biga.D ga.ii ho kisii meherbaa.n ke saath
Om Krishn Rahat
Ghazal
manaa bhii luu.ngaa gale bhii lagaa.uu.ngaa mai.n 'alii'
abhii to dekh rahaa huu.n use KHafaa kar ke
Ali Zaryoun
Ghazal
daruun-e-siina jise dil samajh rahaa thaa 'alii'
vo niilii aag hai ye ab pataa chalaa mujh ko
Ali Zaryoun
Ghazal
havas se hotaa hu.aa aa gayaa mai.n 'ishq kii samt
ye silsila bhii usii raaste se mil rahaa thaa
Ali Zaryoun
Ghazal
taariikiyo.n kaa din kii gar mujh ko 'ilm hotaa
muTThii me.n chaa.nd kar ke mai.n raat rok letaa
Sajid Ali
Ghazal
Ali Sarmad
Ghazal
hazrat-e-hur ne nikal kar ye dikhaayaa ham ko
raushnii raat ke lashkar se nikal aatii hai