SEARCH RESULTS
Showing search results for "rakhaa"
Ghazal MATCHES FOR "rakhaa"
Ghazal
us ne jaltii hu.ii peshaanii pe jab haath rakhaa
ruuh tak aa ga.ii taasiir masiihaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
jab se tuu ne mujhe diivaana banaa rakkhaa hai
sa.ng har shaKHs ne haatho.n me.n uThaa rakkhaa hai
Hakeem Nasir
Ghazal
ahl-e-mahfil pe kab ahvaal khulaa hai apnaa
mai.n bhii KHaamosh rahaa us ne bhii pursish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
tuu jo ai zulf pareshaan rahaa kartii hai
kis ke uj.De hu.e dil me.n hai Thikaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
nigah buland suKHan dil-navaaz jaa.n pur-soz
yahii hai raKHt-e-safar miir-e-kaarvaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
agarche zor havaa.o.n ne Daal rakkhaa hai
magar charaaG ne lau ko sambhaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
hasrat ne laa rakhaa tirii bazm-e-KHayaal me.n
gul-dasta-e-nigaah suvaidaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
aa.nkhe.n dikhlaate ho joban to dikhaa.o saahab
vo alag baa.ndh ke rakkhaa hai jo maal achchhaa hai
Ameer Minai
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
KHud ko patthar saa banaa rakkhaa hai kuchh logo.n ne
bol sakte hai.n magar baat hii kab karte hai.n